
Haan, piles surgery se khatam hoti hai lekin agar lifestyle theek na ho to dobara aa sakti hai.
Constipation, stress, aur sedentary life se risk barhta hai—lekin kuch simple steps isse rokh sakte hain.
#PilesSurgeryKeBaad #PilesDobaraNaHo #ConstipationAurPiles #LaserPilesTreatment #PilesPreventionTips
Kya aap piles surgery ke baad bhi ghabraaye hue hain ke kahin dobara na ho jaye? Janiye wo lifestyle changes jo dobara piles ke chance ko khatam karte hain.
Piles surgery se haemorrhoids hata diye jaate hain lekin agar patient ka lifestyle waisa hi rahe — jaise constipation, baithe rehna, paani kam peena — to piles dobara ho sakti hai. Laser surgery recurrence ko kam karti hai, lekin prevention lifestyle se hoti hai.
To find out more about Dr. Abdullah Iqbal visit our website
Notice: for any collaboration please contact us at surg.abdullahiqbal@gmail.com or call us at 0333-2877351