
Gallbladder stones na kisi syrup se galte hain aur na hi kisi totkay se—surgery hi asar daar ilaj hai.
Is video mein jaaniye wo 5 facts jo aapki soch badal denge aur confusion door karenge.
#PittayKiPathri #GallbladderStones #PathriKaIlaj #LaparoscopicSurgery #GallbladderFacts
Kya aap bhi pathri ko sirf dawai ya gharelu ilaj se theek karna chahte hain? Janiye kyun surgery hi iska asal hal hai.
Gallbladder stones ya pittay ki pathri aik aisi medical condition hai jisme gallbladder ke andar pathriyan ban jati hain. Yeh na kisi dawai se dissolve hoti hain aur na kisi totkay se. Asal aur permanent ilaj laparoscopic surgery hoti hai jisme pura gallbladder nikal diya jata hai—aur body iske baghair bilkul normal function karti hai.
To find out more about Dr. Abdullah Iqbal visit our website
Notice: for any collaboration please contact us at surg.abdullahiqbal@gmail.com or call us at 0333-2877351