
💻 Learnt VFX ⚡ Motion Graphics 🎨 & Transitions like a PRO! 🧑💻🎥
Fusion Videos -
📷 Instagram -
--------------------------------------------------------------------------------------------
📽️ EQUIPMENTS I USED
🤳 Camera -
🔭 Lens -
🎙️ Mic Wireless -
🎤 Mic -
💻 Laptop -
📽️ EQUIPMENTS TO START
🎤 Mic Wired -
🤳 Camera Option 1-
🤳 Camera Option 2-
🔭 Tripod -
💻 Editing Machine -
--------------------------------------------------------------------------------------------
📍Davinci ka inbuilt fusion page feature bohot mast hai, yeh kitna fast hai, specially roto ya tracking.
📍Davinci ka render speed bhi gazab ka hai - itna heavy timeline bhi bass 26 min mein export kr diya with all fusion clips and color grades.
📍feature and smoothness gazab ka hai par bass compound clip ke andar agar heavy effects gya toh itna laggy ho jaata hai pucho mat. 30-30 seconds ka freezes.. project uraa nhi par irritating hai.
📍even zayda clips agar copy paste kro toh bhi bohot delay aata hai. aur agar ek se dusre timeline mein jaao toh software 1 min keliye dead hai bhai.
📍tum agar edit page mein keyframe kiye aur fir fusion mein le gye uss clip ko toh. keyframes wagera fusion mein nhi jata hai. you cant change them inside fusion.. tumko open in timeline krna prega.. but in premiere and after effects har kuch premiere se uthkar udhar bhi chalaa jaata hai, joh ki plus point hai adobe ka..
📍keyframes ko control krna edit page mein asaan hai par curves wagera ko baariki se adjust krna fusion mein, but fir fusion mein ek baar mein 2 ka ease in ese out nhi ho rha 🥲
📍main problem nhi switch krne ka keyframes bhi nhi LAG hai.. you might say ki upgrade your system but decent specs hai laptop mein mere.
i9 12th gen, 6 gb 3060, 32gb ddr5 ram, 2tb nvme ssd..
tumhare mein LAG nhi ho rha maybe tumhara timeline itna heavy naa ho - mere har clips mein multiple vsts and thora heavy grading thaa..
📍agar tumhara kaam chal jaaye davinci mein toh best.
📍hum premiere mein hi edit krne waley hai coz of after effects, multiple plugins, cuts krna ya timeline mein navigate krna zayda intuitive hai. i hate davinci's timeline scrolling mechanism.
📍mera workflow abhi jaisa tha waisa hi rhega, edit in premiere, effects in after effects (clone sections maybe in fusion after this video) and grading in davinci resolve.
zayda hi time invest kr diye hai iss video mein, tbh utna khaash storytelling nhi thaa isme, will try to improve it from the next upload.
SUB - 38,634