
je haan dosto agar aap thanlo toh namumkin nahi
last five year sample paper ko ache se analyses karne ke baad .Youtube main jitne video hain ish contain se related dekhne ke baad .main ne ye video banaya jis ko follow karne ke aap bahot kam time main ache se apna syllabus cove kar paoge. ish video main important derivation , types of numerical ,devices ke bare mei discuss kiya hai aur isshe kaise cover karna hai kam se kam time. aur jitne bhi devices hai unke application bhi discuss ki hai simple Hindi language mei bahot he acche tarike se ummed hai aaplogo ko pasand aaye ga .
aur video kaise laga comment section mei jarur bataye .
All the best for your exam !
AC generator :
Transformer :