Bawaseer Ka Grade Kya Hai? – 1 Se 4 Tak Har Stage Ki Pehchan Karein

Просмотров: 536   |   Загружено: 1 мес.
icon
Dr. Abdullah Iqbal
icon
5
icon
Скачать
iconПодробнее о видео
Bawaseer Ka Grade Kya Hai? – 1 Se 4 Tak Har Stage Ki Pehchan Karein.
Agar aapko piles ya bawaseer ka masla hai to yeh video aapko clearly batayegi ke aap kis grade mein hain.
Grade 1 se 4 tak ke fark ko samajhna is liye zaroori hai kyunke grade 2 ke baad surgery ya laser procedure kaafi important ho jata hai.


#BawaseerKaGrade #PilesStages #HemorrhoidsTreatment #LaserSurgeryBawaseer #PilesKaIlaj



Kya aapko bhi motion ke waqt mokay feel hoti hain ya haath se andar karni parti hain? Shayad aap Grade 2 ya 3 bawaseer mein hain — to kya aapka ilaj sirf cream se hoga?
Bawaseer ya hemorrhoids aik aisi condition hai jisme motion ke waqt ya baad mein anus ke andar ya bahar sujan, mokay, ya bleeding hoti hai. Isay 4 grades mein classify kiya jata hai — Grade 1 mein sirf andar sujan hoti hai, jabke Grade 4 mein mokay permanently bahar rehti hain. Grade 2 ke baad aksar surgical ya laser intervention zaroori ho jata hai

To find out more about Dr. Abdullah Iqbal visit our website


Notice: for any collaboration please contact us at surg.abdullahiqbal@gmail.com or call us at 0333-2877351

Похожие видео

Добавлено: 56 год.
Добавил:
  © 2019-2021
  Bawaseer Ka Grade Kya Hai? – 1 Se 4 Tak Har Stage Ki Pehchan Karein - RusLar.Me