
Agar creams, dawai, aur ghar ke ilaj ke bawajood dard aur bleeding khatam nahi hoti, toh surgery zaroori ho sakti hai.
Is video mein jaaniye woh 5 clear signs jin par aapko action lena chahiye.
#FissureLaserSurger #PakhanaKaDard #FissureTreatment #LaserSurgeryRelief #PilesOrFissureHelp
Agar aapko har dafa bathroom ke baad intense dard hota hai, bleeding hoti hai, aur fissure weeks se thheek nahi ho raha – kya aap fissure laser surgery ka soch rahe hain?
Fissure laser surgery aik modern aur painless tareeqa hai chronic fissures ka ilaj karne ka. Jab creams, sitz bath, aur diet se farq nahi padta, toh laser surgery muscles ko relax karne aur cut ko heal karne ka asar daar tareeqa sabit hoti hai.
To find out more about Dr. Abdullah Iqbal visit our website
Notice: for any collaboration please contact us at surg.abdullahiqbal@gmail.com or call us at 0333-2877351