Chor Bazari Phir Se | Bhool Chuk Maaf | Rajkummar, Wamiqa | Tanishk, Pritam, Irshad, Neeraj, Sunidhi

Просмотров: 21, 276, 568   |   Загружено: 2 дн
icon
Sony Music India
icon
461, 407
icon
Скачать
iconПодробнее о видео
Chor bazaari do nainon kee,
Pehle thi aadat jo hat gayi!

Presenting the highly awaited ‘Chor Bazari Phir Se’ from ‘Bhool Chuk Maaf’, featuring Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi! Composed by Tanishk Bagchi and Pritam, it is sung by Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan and Tanishk Bagchi. Penned by Irshad Kamil, it is perfect for all the Bollywood nostalgia lovers and those who love a good beat to dance on. Play it on loop, add it to your playlists, and get your groove on with ‘Chor Bazari Phir Se’!

#ChorBazari #PhirSe #RajkummarRao #WamiqaGabbi #TanishkBagchi #Pritam #IrshadKamil #NeerajShridhar #SunidhiChauhan #ZahrahSKhan #BhoolChukMaaf

Title: Chor Bazari Phir Se
Singer: Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan and Tanishk Bagchi
Composers: Tanishk Bagchi and Pritam
Music Production: Tanishk Bagchi & Ganesh Waghela
Lyricist: Irshad Kamil
Language: Hindi
Mix Master: Eric Pillai @ Future sound of Bombay
Assistant Mix Engineer: Michael Edwin Pillai
Original Music: Pritam
Director of Photography- Manu Anand
Director of Choreography- Vijay A Ganguly
Costume Designer - Sheetal Iqbal Sharma

Maddock Films presents #BhoolChukMaaf
In cinemas on 9th May
Cast - Rajkummar Rao, Wamiqa Gabbi, Sanjay Mishra, Seema Pahwa, Zakir Hussain, Raghubir Yadav, Ishtiyak Khan, Anubha Fatehpuria
Produced By: Dinesh Vijan
Directed By: Karan Sharma
Co-Producers: Sharada Karki Jalota
Music By: Tanishk Bagchi
Background Score: Ketan Sodha
Story Screenplay & Dialogues By: Karan Sharma
Director Of Photography: Sudeep Chatterjee
Lyricist: Irshad Kamil
Costume Designer: Sheetal Iqbal Sharma
Associate Producer: Vineeta S Tanwar

Lyrics:
Chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi
Pyaar kee jo teri-meri umr aayi thi vo katt gayi
Tu bhi tu hai main bhi main hoon duniyaan saaree dekh ulat gayi
Tu naa jaane main naa jaanoon kaise saaree baath palat gayi
Ghatni hi thi ye bhi ghatana ghatate-ghatate lo ye ghat gai
Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi

Jhoomariya jhoomariya manwa
Ban baagi sa
Jhoomariya jhoomariya tanwa
Bedaagi
Man mera dhad dhad dhad dhadkaaye
Koi na phir sar sar sar chadh jaaye
Kasam se baazi haath na apne aaye
Nain agar lad jaayein

Taareef teri karnaa tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa maranaa

Taareef teri karnaa tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa maranaa

Laaj-sharam kee choti-moti jo thi dori vo bhi katt gayi
Chowk-chaubaare gali-mohalle khol ke main saare ghunghat gayi
Ek hue the do se donon donon kee ab raahen bant gayi
Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi

Bade hi nain ladaake se
Lade the roz baazaaron mein
Kisi ko dhoond hi lete the
Sadak pe roz hazaaron mein
Bahas nahin kam kam kam karte
Na ab yeh gham gham gham karte
Badal gaye dheere dheere do naina
Mera kya kya kya kehna

Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi
Haan rang-birangaa paani pee ke sidhi-saadi kudi bighad gayi

Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2025
👉 Subscribe To Sony Music India YouTube -
👉 Like us : Facebook -
👉 Follow us : Instagram -
👉 Follow us : Twitter -

Похожие видео

Добавлено: 55 год.
Добавил:
  © 2019-2021
  Chor Bazari Phir Se | Bhool Chuk Maaf | Rajkummar, Wamiqa | Tanishk, Pritam, Irshad, Neeraj, Sunidhi - RusLar.Me